Diber
Visitor
LEVEL 1
100 XP
nicesurya .....kintu maharishi ye kaise sambhav hai
Maharishi ....... Sambhav hai putra tumhe tilisami mahal ka utradikari avashya chuna hai kintu purn adhikar tumhe tabhi prapt hoga jab tum our putri parijat is mahal me aatma milan kro thik ushi samay jab is maya lok me mera our maharani sonpari ka milan ho
surya ......thik hai maharishi jaisa aap kahe kintu kya kiran ka kya
maharishi ....... Putri kiran ka yaha aana hua hai to avashya kuch karan raha hoga putra )
maharishi ....... Ab hame chalna chaiye maharani ji
sonpari ...... Ha kintu ab to aap hame maharani na kahe swami ab to ham aapke charno ki dashi hai
kiran ...... Thik hai fir main bhi pari lok lout rahi hun
sonpari ...... Nahi putri tum nahi ja sakti jab tak tumhara yaha aane ka uddeshya purn na ho jaye
kiran ....... Kaisa uddeshya maharani ji
sonpari .......hehehe uchit samay aane do putri
itna bol maharani sonpari apne sunhare pankh failaye maharishi bharam ko mahal se apne sath liya udh jati hai
kiran ...... Ye sab kya hai kunvar ji ye aapki koi chal to nahi hai na aapne pahle jo kaha wahi to nahi kiya
surya ......kya matlab maine kya kaha tha
surya apne dimag pe jor dalta hai our ushe foran sadi me jo kapdo ko le kar jinat kiran parijat surya ke bich bahash ( majak ) hui thi tab surya ne kaha tha ki wo jiske bhi sath honeymoon pe jayega kiran ko apne sath le kar jayega
surya ....... Hahaha main to bhul he gaya tha ki maine kya kaha tha accha hua yaad dila diya sweety ab to dabal dhamal hoga hahaha
kiran. ....... Aisa kuch nahi hone wala kunvar ji jyada khoyali pulav na pakao aap samjhe aaye bade dabal damal karne wale
parijat ....... Waise idea bura nahi hai didi main bhi thoda aaram se rah paungi mere akele ki bas ki nahi inko sambhalna
kiran ...... Chup kar tum to puri be- saram ho gai paridhi
parijat ....... Are isme be- saram kya hona didi waise bhi ham doni he inki bibiya hai ab ek bibi honeymoon manaye our dusri nahi ye to galat hai na didi
kiran ...... Tum logo ko jo sochna hai wo sochte raho rimjim mere sath aana jara inke liya room tyaar kre
rimjim ..... Malkin aap kyu chinta kar rahi hai main abhi sab kar deti hun aapki iccha anusar
kiran ...... Har jagha Jadu karna jaruri nahi jis kaam ko karne me khushi mile usme jadu ka kya kam
parijat ....... Suniye ji aap didi ko samjhao na
surya ...... Ushe main sambhal lunga tum chinta na kro uske bagal wala room main khud tyaar karta hun apne hatho se fir dekhta hun sweety ko ki kaise mana karti hai
Parijat ...... Main bhi aapki help krengi pleses
surya .......hmmm thik hai fir chalo
surya paridhi ko liya us room me chala jata hai jiske pass wala room kiran surya our parijat ki suhagrat ke liya rimjim ko sath liya tyaar kar rahi thi...........
Update posted friends ........
Read and enjoy friends ............