Xdreams - Desi Adult Community

There are many great features that are not available to guests at Xdreams, Login for limitless access, participate in daily challenges and earn money with us.

Incest ASHAAN (karz)

OP
W
Member

0

0%

Status

Offline

Posts

2,580

Likes

3,442

Rep

0

Bits

0

2

Years of Service

LEVEL 5
200 XP
ab main koi professional writter to hoo nahi pehli baar story likh rha hoo isliye koi galati ho jaye to maaf kar dena. ab aap dosto ko main jada bore naa karte hue kahani ki taraf le chalta hoo....(dosto ye sirf mere dimaag se banayi hui story hai iska reality se koi lena-dena nahi hai isliye bas story samajh ke hi enjoy karna.....pasand aa jaye to bhi naa aaye to bhi atleast meri galati jarur btana taaki aagey se main galati ko dubara na karu...dosto kahani thodi lambi hai or boring bhi isliye jinko sirf sex enjoy karna hai unse main pehle hi hath jod kar maafi maang rha hoo... iss story me aapko action, imotion, suspence, love, lust, sex, sab milega lekin thoda sabar karna padega umeed hai aap sab dost mera sath denge....to chalte hain kahani ki taraf.....)



 
OP
W
Member

0

0%

Status

Offline

Posts

2,580

Likes

3,442

Rep

0

Bits

0

2

Years of Service

LEVEL 5
200 XP
Baat aaj se kuch saal purani hai. Raat ka waqt tha or pahadi rasta tha bareesh bohot tez ho rhi thi. sunsaan sadak par main tez raftaar se apni car bhagaa rha tha. Police mera pichha kar rhi thi or meri gaadi par goliyo ki bochhar ho rhi thi meri peeth par or kandhe par bhi 2 goli lagi hui thi lekin main fir bhi bohot tez raftaar se car chala rha tha ki achanak kisi police wale ki goli meri car ke tyre par lagi or meri gaadi jo ki tez raftaar me thi jake ek pahadi se dhalaan ki taraf niche badhne lagi or ek ped ke sahare meri car hawa me latak gyi ab main or meri car ek gehri khaayi or ek kamzor se ped par latak rhe the maine bohot koshish karke car ko pichhe ki taraf reverse kiya or gaadi ko khayi me jane se bacha liya lekin isse pehle ki main car se bahar nikalta police ki jeep khayi ke pass aake ruk gyi or tabhi meri aankho ke samne bhi andhera chhane laga uske kuch pal baad jab mujhe hosh aya to mujhe apne seene me tez dard ho rha tha or meri poori kameez khoon se bheeg gyi thi shayad unn policewalo ne mujhe car se utaarkar goli maar di thi or phir mujhe wapis car me bitha kar dhalaan ki taraf car ko dhakka de rhe the.

Main uss waqt 1/2 behosh tha or 1/2 hosh me tha phir bhi khud ko bachane ki poori koshish kar rhe tha. maine car ko sambhalne ki bohot koshish ki lekin sambhaal nahi paa rha tha break par apne pao ka poora dabav dene ke bawjood bhi gaadi ghisat kar pahadi se niche jaa giri or dhadaaam ki awaaz ke sath paani me gir gyi or car ka stairing mere sir me lga or behoshi ne mujhe apni aagosh me poori tarah le liya uske baad kya hua kya nahi mujhe kuch nahi yaad. Main nahi janta main kab tak uss paani me rha or paani ka tez bahaav mujhe or meri gaadi ko kaha tak bahake le gya. Jab aankh khuli to khud ko ek chhote se kamre me paya lekin jab maine chaarpayi se uthane ki koshish ki to mere hath-pair mera sath nahi de rhe the or zor lgane par poore shareer me dard ki ek lehar doud gyi. Itna me achanak ek budha aadmi mere pass jaldi se aaya or mere kandhe par hath rakhkar mujhe letne ka ishara kiya.
 
  • Like
Reactions: yogirech
OP
W
Member

0

0%

Status

Offline

Posts

2,580

Likes

3,442

Rep

0

Bits

0

2

Years of Service

LEVEL 5
200 XP
Baba: beta tum kaun ho kya naam hai tumhara?

Main: (mujhe kuch bhi yaad nahi tha ki main kaun hoo bohot yaad karne par bhi kuch yaad nahi aa rha tha ki meri pichhali jindagi kya thi or main kaun hoo.isliye bas uss budhe aadmi ko or iss jagah ko dekh rha tha ki achanak ek awaaz mere kaano se takrayi)
Baba: kya hua beta btao na kaun ho tum kaha se aaye ho?
Main: mujhe kuch yaad nahi hai ki main kaun hoo.....(apne sir par hath rakhkar) yeh jagah konsi hai
Baba: beta humne tumhe paani se nikala hai meri beti aksar nadi kinare jati hai waha usko kinare par pade tum mile. jab tum unko mile to bohot buri tarah zakhmi or behosh the woh or meri bahu tumhe yha le aayi.
Main: Achaa!!!!!! baba main yha kitne din se hoo?
Baba: beta tumko yha 3 maheene se jada hone wale hain tum itne din yha behosh pade the. jitna ho saka meri beti or bahu ne tumhara ilaaj kiya hum gareebo se jitna ho saka humne tumhari khidmat ki.
Main: essa mat kahiye baba aapne jo mere liye kiya aap sabka bohot-bohot shukriya. lekin mujhe kuch bhi yaad kyo nahi hai.
Baba: beta tumhare sir me bohot gehri chot thi jisko bharne me bohot waqt lag gya mumkin hai uss ghaav ki wajah se tumhari yaddasht chali gyi ho.


itne me ek ladki ki awaaz sunayi di....Baba akele-akele kisse baat kar rhe ho....sathhiya gye ho kya or kamre me aa gyi. (meri nazar uss par padi to maine sir se pair tak usko dekha or uska poora jayeza liya) dikhane me patli si lekin lambi, kaale baal, badi-badi aankhen, gora rang, kale rang ka salwaar kamiz jispar chhote-chhote phool bane the or kandhe se kamar par bandha hua dupatta chaal me azeeb sa be-dhangapan.

Baba :- dekh beti inko hosh aa gya (khush hote hue)
Nazi :- arre!!! aapko hosh aa gya ab kaise ho...kya naam hai aapka....kaha se aaye ho aap (ek sath kai sawaal)
Baba : beti zara saans to le itne sare sawaal ek sath puchh liye pehle poori baat to suna kar.
Nazi :- (mooh bnakar) Achha bolo kya hai?
Baba :- beti inko hosh to aa gya hai lekin inko yaad kuch bhi nahi hai yeh sab apna pichhla bhool chuke hain.
Nazi :- (apne mooh par hath rakhte hue) haaye! ab inke gharwalo ko kaise dhoondhenge?

itne me baba meri taraf dekhte hue.

Baba:- beta tum abhi thik nahi ho or bohot kamjor ho isliye aaram karo yeh meri beti hai nazi yeh tumhari achhe se dekh-bhaal karegi or tum fikar na karo sab thik ho jayega. hum sab tumhare liye dua karenge.(or dono baap beti kamre se bahar chale gye)

yeh baat mere liye kisi jhatke se kam nahi thi ki naa to mujhe yeh pta tha ki main kaun hoo or nahi kuch mujhe mera pichhla kuch yaad tha uper se main 3 maheene se yha pada hua tha. ek hi sawaal mere dimaag me bar-bar aa rha tha ki main kaun hoo....akhir kaun hoo main achanak mere sir me dard hone laga isliye maine apni purani zindagi ke bare me jada nahi socha or apne zakhamo ko dekhne lga meri body ki kaafi jagah par patti bandhi hui thi. main iss parivaar ke bare me soch rha tha ki kitne neq log hai jinhone yeh jante hue ki main ek ajnabi hoo na sirf mujhe bachaya balki itne maheene tak mujhe sambhala bhi or meri dekh-bhaal bhi ki.main apni socho me hi gumm tha ki achanak mujhe kisi ke qadamo ki awaaz sunayi di. maine sir uthake dekha to ek ladki kamre me aati hui nazar aayi yeh koi dusri ladki thi baba ke sath jo aayi thi woh nahi thi woh shayad bhaagkar aayi thi isliye usse saans chadha hua tha...yeh fiza thi jo yeh sunkar bhagti hui aayi thi ki mujhe hosh aa gya hai.

maine nazar bharke usse dekha....dikhane me na jada lambi na jada chhoti, rang gora, nasheeli si aankhen, peele rang ka salwaar kameez or sir par saleeke se dupatta odhe hue lekin woh dupatta bhi uski chhatiyo ki banawat ko chhupane me naakam tha) main abhi uske roop rang hi gor se dekh rha tha ki achanak ek awaaz ne mujhe chonka diya.
 
OP
W
Member

0

0%

Status

Offline

Posts

2,580

Likes

3,442

Rep

0

Bits

0

2

Years of Service

LEVEL 5
200 XP
Introduction


Neer (shera) :- Age- 26 saal, height - 6.1" (Main hero)



Haidar Ali (baba) :- Age 65 saal, dubla or patla (budha side roll me hi rahega)



Naaz (nazi) :- Age- 22 saal, height- 5.6" figure- 34-28-36 (baba ki beti)



Qasim :- Age- 31 saal, height- 5.8" (baba ka beta ek sharabi or londiya baaz jo ab unke sath nahi rehta )



Fiza :- Age-29 saal, height- 5.2" figure- 36-30-38 (Qasim ki biwi)
 
  • Like
Reactions: yogirech
OP
W
Member

0

0%

Status

Offline

Posts

2,580

Likes

3,442

Rep

0

Bits

0

2

Years of Service

LEVEL 5
200 XP
Update​




Fiza: ab kaise ho?
Main: thik hoo....aapne jo mere liye kiya uska bohot-bohot shukariya.
Fiza: kaisi baat kar rhe ho...yeh to mera farz tha...lekin mujhe baba ne btaya ki aapko kuch bhi yaad nahi?
Main: (nahi me gardan hilate hue)ji nahi.
Fiza: koi baat nahi aap fikar na karo aap jald hi achhe ho jaoge
Main: aapka naam kya hai?
Fiza: (apna dupatta sir par thik karte hue)mera naam fiza hai main baba ki bahu hoo
Main: Achha.....Aapke pati kaha hai?
Fiza : woh to shehar me ek mill me kaam karte hain isliye saal me 1-2 baar hi aa pate hain.(fiza ne mujhse jhooth bola)
Main: kya main bahar jaa sakta hoo?
Fiza: hila to jaa nahi rha bahar jaoge koi jarurat nahi chup karke yhi pade rho or fir jaoge bhi kaha abhi to aapne kaha ki kuch bhi yaad nahi hai kuch din araam karo iss bich kya pta aapko kuch yaad hi aa jaye to hum aapke gharwalo ko aapki khabar pohoncha sake.
Main : thik hai.
Fiza: bhookh lagi ho to kuch khane ko lau?
Main : nahi main thik hoo.
Fiza: thik hai fir aap araam karo kuch chahiye ho to mujhe awaaz laga lena.

Iss tarah woh kamre se bahar chali gyi or main pichhe se usko dekhta rha. main halaki chal nahi sakta tha lekin fir bhi maine himmat karke uthane ki koshish ki or bed par beth gya or khidki se bahar dekhne laga or thandi hawa ka mazaa lene lga. bahar ki haseen wadiya unche pahad or unn par safed chaadar ki tarah failly hui barf or unn pahado ke bich doobta hua sooraj kisi ka bhi dil moh lene ke liye kaafi the meri aankhen bas isi haseen manzar ko man hi man nihaar rhi thi. main kaafi der bahar qudrat ki sundarta ko dekhta rha or fir dheere-dheere suraj ko pahado ne apni aaghosh me le liya or neele saaf asmaan me chhote-chhote motiyo jaise taare tim-timaane lage. main yeh to nahi janta ki main kaun hoo or kaha se aaya hoo lekin dil me abhi bhi yhi aas thi ki kaise bhi mujhe meri zingadi ka kuch to yaad aaye taki main bhi mere parivaar mere apno ke pass jaa saku. Jane unka mera bina kya haal ho rha hoga. main apni inhi socho me gum tha ki kisi ne mere kandhe par hath rakh kar mujhe chonka diya.

Fiza: khana teiyaar hai agar bhookh lagi ho to khana lekar aau
Main: nahi mujhe bhookh nahi hai
Fiza: haye allah!!!! aapne itne din se kuch nahi khaya hai khud ko dekho zara kitne zakhmi or kamzor ho agar khana nahi khaoge to thik kaise hoge bolo...
Main: lekin mujhe bhookh nahi hai aap log khaa lo...
Fiza: ese kaise nahi khaoge agar aap khana nahi khaoge to hum bhi nahi khayenge hmare yha mehmaan bhookha nahi sou sakta
Main: achha essa hai kya.... thik hai fir aap mera khana daalkar rakh do mujhe jab bhookh hogi main khaa lunga
Fiza: (apni kamar par hath rakhkar) ji nahi!!!! main abhi khana daal kar laa rhi hoo aap abhi mere samne khana khayenge uske baad aapko lep bhi lgana hai.
Main: thik hai ji jaise aapki marzi.(kuch sochte hue) suniye zara!!!!
Fiza : hanji(palatakar mujhe dekhte hue) ab kya hua?
Main: kuch nahi yeh lep konsa lagayengi aap mere
Fiza : (muskurate hue) aapke jo yeh zakham hai inn par dawa lagane ki baat kar rhi thi main.
Main: achha (or meri nazre fiza ko kamre se bahar jate hue dekhti rhi)

kuch hi der me fiza khana le aayi or maine aaj jane kitne din baad pet bhar khana khaya tha. kuch der baad nazi khane ki thali lai gyi or fiza or nazi dono kamre me aa gyi ek katora hath me liye.

Fiza: arre aap abhi tak lete nahi...khana khaa liya na
Main : (haa me sir hilate hue) hanji khana khaa liya bohot achha bnaya tha khana
Fiza :shukriya!!! ab chaliye let jayiye taki hum dono aapke lep lga sake (or fiza or nazi ne mujhe milkar leta diya)
Main : jab main behosh tha tab bhi aap dono hi mujhe dawayi lagati thi?
Nazi: ji haa or kaun hai yha
Main : mera matlab hai koi aadmi nahi lagata tha mujhe
Nazi: ji nahi baba to ab khud hi badi mushkil se chal-fir pate hain or bhai jaan bahar hi rehte hain ghar kam hi aate hain jadatar isliye hum dono hi aapko dawayi lagati thi or.....
Main: or kya?
Nazi: kapde bhi hum hi aapke badalti thi(nazare jhukate hue)
Main: achha
Fiza : achha chhodo yeh sab woh wali baat to karo na inse
Main: konsi baat?
Fiza: woh hume aapka asal naam to pta nahi hai isliye hum dono ne aapka ek naam socha hai agar aapko achha lage to....
Main: kya naam btayiye?
Fiza: "Neer" naam kaisa lga aapko?
Main: jo aapko achha lage rakh lijiye mujhe to koi bhi naam yaad nahi wese yeh naam rakhne koi khas wajaha?
Fiza : aap maut ko maat dekar fir se iss duniya me laute ho or hume paani me behte hue mile the isliye humne socha ki aapka naam bhi hum "Neer" hi rakh de.
Main: maut ko maat se kya matlab hai aapka?
Nazi : arre kuch nahi bhabhi to bas kahi bhi shuru ho jati hai aap btayiye aapko naam kaisa lga?
Main: agar aap logo pasand hai to mujhe kya aitraaz ho sakta hai
Fiza: to fir thik hai.... aaj se jab tak aapko apna asal naam yaad nahi aa jata hum sab ke liye aap "Neer" ho.
Main: jaisi aapki marzi (halki si muskurahat ke sath)
Fiza: nazi kal yaad karwana mujhe inki daadhi or baal bhi katenge itne maheeno se yeh behosh the to dekho inki daadhi or baal kitne bade ho gye hain bura mat manna lekin abhi aap kisi jogi-baba se kam nahi lag rhe ho koi ajnabi dekhe to darr hi jaye (dono aapas me hi hasne lagi)
Nazi: koi baat nahi bhabhi yeh kaam main kar dungi baba ki daadhi banate or baal kat te hue main ab mahir ho gyi hoo iss kaam me
Main : ( main dono ka chehra dekh kar sirf haa me sir hilate hue) thik hai
Nazi: chalo "Neer" ji kapde utaaro
Main: (chonkte hue) kyo kapde kyo utaaru?
Nazi: dawayi nahi lagwani aapne?
Main: arre haa main to bhool hi gya (or apni kameez ke button kholne ki koshish karne lga)
Fiza: aap rehne dijiye roz hum khud hi yeh sab kaam kar leti thi aaj bhi kar lengi aap apne hath-pair jada hilayiye mat nahi to dard hoga.
Main: (khamoshi se sirf haa mein sir hilate hue)
Nazi: fikar mat kijiye hum roz aap chaddar daal dete the dawayi lagane se pehle (uske chehre par yeh baat kehte hue muskurahat or sharam dono thi)

Dono ne meri kameez utari or pajama bhi utaar diya jo mere pair se thoda uncha tha shayad fiza ke pati ka hoga ya fir baba ka hoga or meri taango par ek chaddar daal di. main dawayi lagwate hue bhi apni pichhali jindagi ke bare me soch rha tha lekin mujhe koshish karne par bhi kuch yaad nahi aa rha......main bas apni hi socho me gumm tha ki achanak mujhe ek komal hath apne sir par or aankho par ghumta mehsoos hua sath hi (ek awaz aayi ki ab aankhen mat kholna) fir dusra hath apni baaju par or 2 hath ek sath chaddar ke ander aate hue meri taango se rengte hue jangho par mehsoos hue meri aankhen band thi fir bhi main saaf mehsoos kar rha tha ki jab 2 hath meri jangho par chal rhe the to mere Lund me kuch harkat hui jo ki akad rha tha or iss harkat ke baad jo hath meri jangho par dawayi laga rhe the unme ek ajeeb si kampan maine mehsoos ki.....mujhe uss waqt nahi pta tha ki yeh ahsaas kya hai lekin mujhe usse sukoon bhi mil rha tha or ek ajeeb si bachaini bhi ho rhi thi...iss mile-jule ahsaas ko shayad main samajh nahi paa rha tha ki yeh mere sath kya ajeeb si baat hui or chand seconds me mera lund poori taraf khada hoke chhat ko salami de rha tha or lund mahaaraj ne chaddar me ek tambu bna diya tha. Achanak ek hath mere lund se takraya kuch pal ke liye usne mere lund ko pakda or fir ek dam se chhod diya sath hi ek mithi si awaaz mere kaano se takrayi. bhabhi baki lep aap hi laga do maine niche to lga diya hai ab main sone jaa rhi hoo. shayad yeh awaaz nazi ki thi. uske baad mujhe niche woh ajeeb se maze wala ahsaas nahi mehsoos hua main wese hi aaj bina kisi kapde ke sirf chaadar me lipta hua sou rha tha

fiza jate hue 2 kambal bhi mere uper daal gyi yeh kehkar ki yha raat me aksar thand ho jati hai. fiza ne bhi mujhe kapde nahi pehnaye or ese hi khadki band karke chali gyi shayad uski nazar bhi mere khade hue lund par pad gyi thi meri uss waqt aankhen to band thi lekin pairo ki door hoti hui awaaz se maine andaaza lga liya tha ki shayad ab kamre me koi nahi siwaye mere or meri tanhayi ke.Raat ko mujhe neend ne kab apni aaghosh me le liya main nahi janta.Subah mujhe nashta karwane ke baad fiza or nazi ne meri shave bhi ki or baal bhi kaat diye. sheeshe me apna yeh naya roop dekhkar mujhe khushi bhi ho rhi thi or bechaini bhi hui. lekin dil me ab yhi sawaal bar-bar aake mujhe bechain kar deta tha ki main kaun hoo....aakhir kaun hoo main.
 
  • Like
Reactions: shubham_s
OP
W
Member

0

0%

Status

Offline

Posts

2,580

Likes

3,442

Rep

0

Bits

0

2

Years of Service

LEVEL 5
200 XP
Update



Ese hi din guzarne lage ab mere jakham bhi kaafi bhar gye the or ab main chalne-firne ke qabil ho gya tha. lekin 1 baat mujhe hamesha pareshaan karti woh the mere seene par goli ke nishaan... zakham bhar gya tha lekin nishaan abhi bhi baqi tha main jab bhi nazi ya fiza se uss nishaan ke bare me puchhta to woh baat gol kar jati or mujhe uss nishaan ke bare me kuch bhi nahi btati main baba se yeh baat nahi puch sakta tha kyoki umar ke sath unki nazar bohot kamjor ho chuki thi isliye unhe dikhayi bhi kam deta tha. main sara din ya to khidki ke samne khada bahar ke nazare dekhte ya fir ghar me dono ladkiyo ko ghar ka kaam karte dekhta rehta lekin fir bhi fiza mujhe ghar se bahar nahi jane deti thi. Mujhe purana kuch bhi yaad nahi tha meri purani jindagi ab bhi mere liye ek qora kagaz hi thi. Nazi ab mujhe dawayi nahi lagati thi lekin fiza roz mujhe dawayi lagane aati thi or ese hi bina kapdo ke uper kambal daal kar sula jati. Aaj dawayi lagate hue fiza bohot khush thi or bar-bar muskura rhi thi uski iss khushi ka raaz puchhe bina main khud ko rok nahi paya.

Main: kya baat hai aaj bohot khush lag rhi ho aap
Fiza: ji aaj mere shohar aa rhe hai 5 maheene baad
Main: arre waah yeh to bohot khushi ki baat hai.
Fiza: hanji (nazare jhuka kar muskurate hue) aap se ek baat kahu to aap bura to nahi manenge?
Main: nahi bilkul nahi boliye kya kar sakta hoo main apke liye?
Fiza: woh aaj mere shohar qasim aa rhe hain to agar aap bura na mane to aap kuch din uper wali kothari me reh lenge...or ho sake to unke samne naa aana.
Main: (baat meri samajh me nahi aayi) kyo unke samne aa jaunga to kya ho jayega?
Fiza: bas unke samne mat aana nahi to woh mujhe or nazi ko galat samjhenge or shaq karenge asal me wese to woh bohot neq-dil hai lekin ese unki gair-hazri me humne ek mard ko rakha hai ghar me to woh aapke bare me galat bhi soch sakte hain naa isliye.
Main: kya aapne unko mere bare me nahi btaya hua?
Fiza: nahi maine aapke bare me unko kuch bhi nahi btaya kabhi. mujhe galat mat samajhna lekin meri bhi majboori thi
Main: koi baat nahi!!! thik hai jaisa aap thik samjhe
Fiza: main abhi aapka bistar kothari me lga deti hoo waha main apko khana bhi wahi de jaungi kuch chahiye ho to roshandaan me se awaaz lga dena rasoyi me or kisi kamre me nahi yaad rakhna bhoolna mat thik hai.
Main: (main sir haa me hilate hue) fiza ji aapke mujh par itne ahsaan hai agar aap na hoti to aaj shayad main zinda bhi nahi hota agar main aapke kuch kaam aa saku to yeh meri khush kismati hogi. aap meri taraf se be-fikar rahe meri wajah se aapko koi pareshani nahi hogi.
Fiza: apka bohot-bohot shukriya aapne to ek pal me meri itni badi pareshani hi asaan kardi.

Fir woh bahar chali gyi or main bas usse jate hue dekhta rha. Main wapis apne bed par let gya thodi der me mera bistar bhi kothari me lag gya or main uper kothri me jake let gya. kothri jada badi nahi thi fir bhi mere liye kaafi thi main usme aaram se let sakta tha or ghum fir bhi sakta tha. waha mera bistar bhi bade sleeke se laga hua tha ab main essi jagah par tha jaha se mujhe koi nahi dekh sakta tha lekin main sare ghar me dekh sakta tha kyoki yeh kothri ghar ke ek dam bich me thi or ghar ke har kamre me hawa ke liye khule hue roshandaan se main kisi bhi kamre me jhaank kar dekh sakta tha. aap yeh samajh sakte hain ki woh sare ghar ki ek band chhat thi. Fiza ke jane ke kuch der baad maine bari-bari har roshandaan ko kholkar dekha or har kamre ka jayeza lene laga. pehle roshandaan se jhanka to waha baba apni chaarpayi par bethe hue hooka pee rhe the. dusre roshandaan se main rasoyi me dekh sakta tha. teesra kamra shayad nazi ka tha jaha woh bed par bethi shayad kagaz par kisi ki tasveer bna rhi thi pencil se. chotha kamra mera tha jaha pehle main leta hua tha jo ab fiza saaf kar rhi thi shayad yeh fiza or qasim ka tha isliye. kothri ke pichhe wala roshandaan kholkar dekha to waha se mujhe ghar ke bahar ka sab nazar aaya yha se main kaun ghar me aaya hai kaun bahar gya hai sab kuch dekh sakta tha.

Main abhi bister par aake leta hi tha or apni hi socho me gum tha ki achanak ek taanga ghar ke bahar aake ruka or usme se ek aadmi hath me laal atechi liye utraa. shayad yeh qasim tha jiske bare me fiza ne mujhe btaya tha. dekhne me qasim koi khas nahi tha chhote se qad ka ek dubla patla sa aadmi tha fiza uske muqable kahi jada sunder thi. woh taangey se utarkar ghar me dakhil ho gya main bhi wapis apni jagah par aake wapis let gya or meri kab aankh lagi mujhe pta nahi chala. shaam ko achanak kisi ke chillane se meri jaag khul gyi maine uthkar dekha to qasim bohot gandi-gandi galiya de rha tha or fiza se paise maang rha tha. fiza lagataar roye jaa rhi thi or usko kahi jane ke liye mana kar rhi thi. lekin woh bar-bar kahi jane ki baat kar rha tha or fiza se paise maang rha tha achanak usne fiza ko thappad mara or galiya dene lga or kaha ki apni aukaat me raha kar randi mere mamlo me taang adayi to uthake ghar se bahar fenk dunga 5 maheene me saali ki bohot jubaan chalne lagi hai. tujhe to aake thik karunga. or qasim tez qadmko ke sath ghar ke bahar nikal gya. fiza wahi bed par bethi rou rhi thi. yeh dekhkar mujhe bohot bura lga lekin main majboor tha fiza ne hi mujhe ghar ke niche aane se mana kiya tha isliye main bas usko rote hue dekhta rha or qasim ke bare me sochne lga. fiza hamesha mere samne qasim ki tareef karti thi or usne mujhe qasim ek neq-dil insaan btaya tha uske iss tarah ke bartaav ne yeh saaf kar diya ki fiza ne mujhe qasim ke bare me jhooth bola tha. kaafi der tak fiza kamre me roti rhi or main usko dekhta rha.

raat ko fiza mere liye khana leke aayi or chehre par apni sadabahar muskaan ke sath. lekin main iss muskaan ke pichhe ka dard jaan gya tha isliye shayad fiza ki haalat par udaas tha fir bhi main nahi chahta tha ki usko meri wajah se kisi qism ka dukh ho isliye usko kuch nahi kaha. lekin na chahte hue bhi mere mooh se yeh swaal nikal gya.

Main: aapke shohar aa gye?
Fiza: hanji aa gye tabhi to aaj main bohot khush hoo.(banawati muskurahat ke sath)
Main:achhi baat hai main to chahta hoo aap sab log hamesha hi khush rhe.
Fiza: main aapke liye khana layi hoo jaldi se khana khaa lo nahi to thanda ho jayega
Main: aapne khaa liya
Fiza: hanji maine qasim ke sath hi khaa liya tha
Main: mera to aapko dekhkar hi pet bhar gya ab iss khane ki jarurat mujhe bhi nahi
Fiza: (chonkte hue) kya matlab?
Main: aapne mujhse jhooth kyo bola tha qasim ke bare me... maaf karna lekin maine aapke kamre me jhaank liya tha.

[fiza yeh sunkar khamosh ho gyi or mooh niche karke achanak rou padi. meri samajh me nahi aaya ki usko chup kaise karwau isliye pass pada paani ka glass uske aagey kar diya. kuch der rone ke baad fiza chup ho gyi or pani ka glass hath me pakad liya.

Main: jab aapko pta tha ki qasim essa ghatiya insaan hai to aapne usse shaadi hi kyo ki?
Fiza: har chij par hmara jor nahi hota mujhe jo mila hai woh mera naseeb hai
Main: aap chahe to mujhse apni dil ki baat kar sakti hai aapke dil ka bojh halka ho jayega
fiza: (nazre jhuka kar kuch sochte hue) iss dil ka bojh shayad kabhi halka nahi hoga. shaadi ke shuru me qasim thik tha fir uski dosti gaav ke sarpanch ke kheto me kaam karne wale logo se hui unke sath rehkar yeh roz sharab peene lga jua khelne lga iske ghatiya dosto ne qasim ko kothe par bhi le jana shuru kar diya. qasim raat-raat bhar ghar nahi aata tha. lekin main sab kuch chup-chap sehti rhi kehti bhi to kisko mujhe anath ka tha bhi kaun jo meri madad karta. waqt ke sath-sath qasim or bura hota gya or woh roz sharab peekar ghar aata or kothe par jane ke liye mujhse paise mangta. hum jo kheti karke thoda bohot paisa kamate hain woh bhi cheen kar le jata. ek din qasim ne mujhse kaha ki main uske dosto ke sath raat guzaru jab maine mana kiya to qasim ne mujhe bohot mara or ghar chhodkar chala gya. kuch din baad qasim ne choudhary ke godaam se apne dosto ke sath milkar anaaj ki kuch boriya churayi or bech di apne randibaazi ke shonk ke liye. subah police isko or iske dosto ko pakad kar le gyi or isko 5 month ki saza ho gyi. ab yeh bahar aaya hai jail se to ab bhi waisa hai maine socha tha shayad jail me yeh sudhar jayega lekin nahi meri to kismat hi kharab hai (or fiza fir se rone lag gyi)
Main: (fiza ke kandhe par hath rakhkar) fikar mat karo sab thik ho jayega. agar main aapke kisi bhi kaam aa saku to meri khush-kismati samjhunga.
Fiza: (mere kandhe par apne gaal sehla kar) aapne keh diya mere liye itna hi kafi hai
Main: pehle jo ho gya woh ho gya lekin ab khud ko akela mat samajhna main aapke sath hoo
Fiza: kab tak sath ho aap.... tab tak hi naa jab tak aapki yaddasht nahi aati uske baad?
Main: (kuch sochte hue) agar yha se jana bhi pada to bhi jab bhi aap logo ko meri jarurat hogi main aaunga yeh mera vaada hai
Fiza: (herani se mujhe dekhte hue) chalo iss duniya me koi to hai jo mera bhi sochta hai...(muskurate hue)shukriya!!!

uske baad kothari me khamoshi chha gyi or jab tak main khana khata rha fiza mujhe dekhti rhi. fir woh bhi mujhe dawayi lgake niche chali gyi. aaj bhi main sirf ek kambal me pada tha ander jism nanga tha mera. main ab niche fiza ko bister par akele leta hua dekh rha tha. shayad qasim aaj bhi ghar nahi aaya tha iss bar jo fiza ne qasim ke bare me btaya tha woh sahi tha. fiza abhi bhi jaag rhi thi or bar-bar roshandaan ki taraf dekh rhi thi shayad woh kuch soch rhi thi lekin usse nahi pta tha ki main bhi usko dekh rha hoo. ese hi kaafi der tak main usse dekhta rha fir mujhe neend aane lag gyi or main sone ke liye wapis apne bister par let gya kuch hi der me mujhe neend aa gyi.

1/2 raat ko jab main gehri neend me sou rha tha ki achanak kisi ne dheere se kothri ka darwaza kholne se meri jaag khul gyi. laalten band thi isliye main andhera hone ke karan yeh dekh nahi sakta tha ki yeh kon hai isse pehle ki main puch pata uss insaan ne mere pair ko dheere se hilaya. Mujhe kuch samajh nahi aaya ki ye kaun hai or iss waqt yha kya kar rha hai. main yeh janna chahta tha ki yeh iss waqt yha kya karne aaya hai isliye khamosh hoke leta rha. fir mujhe meri taango par uss insaan ke lambe baal mahsoos hue. isse mujhe itna to pta chal hi gya tha ki yeh koi ladki hai. yeh ya to fiza thi ya fir nazi kyoki iss waqt ghar me yhi 2 ladkiya mojood thi. magar mere dil me abhi yeh sawaal tha ki yeh yha iss waqt kya karne aayi hai. main abhi apni hi socho me gum tha ki achanak woh ladki mere sath aake let gyi or mere gaalo ko sehlane lagi. andhera hone ki wajah se mujhe kuch nazar nahi aa rha tha. fir achnak woh hath meri gaalo se rengta hua meri chhati par aa gya or meri chhati ke balo ko sehlane lga or hath niche ki taraf jane lga maine hath ko pakad liya to shayad uss ladki ko yeh ahsaas ho gya ki main jaag rha hoo isliye kuch der ke liye woh ruk gyi or apna hath pichhe khinch liya. maine dheere se poocha ki kaun ho tum or iss waqt kya kar rhi ho. hath fir se mere seene se hota hua mere hotho par aaya or ek ungali mere hotho par aake ruk gyi jaise woh mujhe chup rehne ka ishara kar rhi ho. meri abhi bhi kuch samajh me nahi aa rha tha ki woh ladki jo abhi mere sath bethi hui thi dheere se usne kambal ek taraf se uthaya or khisak kar kambal me mere sath aa gyi uske iss tarah mujhse chipakne se or uske garam shareer ke ahsaas se mere sharir me bhi harkat hone lagi or mere soye hue lund me jaan aane lagi yeh ek ajeeb sa maja tha jo main na to samajh paa rha tha na hi kuch bol paa rha tha. fir uski ek taang meri taango ko sehlane lagi or uss ladki ka hath mere gale se hota hua se chhati or pet par ghumne lga or achanak woh ladki mere uper aa gyi or mere gaalo ko dheere-dheere chumna shuru kar diya. Maze se meri aankhe band ho rhi thi uss ladki ke hotho ka garam ahsaas mere liye behad mazedaar tha uske hoth meri gardan or gaalo ko chus or chum rhe the. sath me niche mere lund par woh ladki apni gaand radar rhi thi jisse mere lund lohe jaisa kadak ho gya tha. main maze ke wadiyo me kho rha tha ki achanak ek mithi si lekin behad dheemi awaz mere kaano se takrayi. tum mujhe pehle kyo nahi mile Neer main jane kab se pyaasi hoo meri pyaas bujha do. aaj mujhe khud par kaabu nahi hai main ek aag jal rhi hoo mujhe sukoon chahiye mujhe aaj pyaar chahiye. maine bas itna hi keh paya ki kya karu main. uss ladki ne mere chehra apne hatho me thaam liya or dheere se apne nichle hoth se mere dono hotho ko chho liya or kaha pyaar karo mujhe tumne kaha tha na ki jab bhi mujhe tumhari jarurat hogi meri madad karoge to aaj mujhe tumhari sabse jada jarurat hai main jal rhi hoo mere ander ki aag ko bujha do. yeh baat mere liye kisi jhatke se kam nahi thi kyoki yeh baat maine fiza ko kahi thi. isse pehle ki main kuch bol pata fize ne apne garam hoth mere hotho par rakh kar unhe choom liya or mere sukhe hue hotho par apni raseeli jeebh se unhe geela karna shuru kar diya. maine bhi apne dono hath uske kamar ke ird-gird bandh liya or apni aankhe band kar li or apne tapte hoth uske hotho se mila diye jise fiza ne chumte hue dheere-dheere chusna shuru kar diya./b]
 

54,702

Members

287,556

Threads

2,550,590

Posts
Newest Member
Back
Top